Monday, October 31, 2011

Chhath Puja SMS, Chhathh Puja Messages

Chhath Puja SMS, Chhathh Puja Messages, Greetings, quotes & wishes sms Hindi Chhath Puja SMS, Bhojpuri Chhath Puja SMS


C = chant
H=heaven
H= Holy
A= almighty
T= together
h=hallowed

p=pious
u=upbeat
j=jubilation
a=awesome
Happy Chhath Puja

*************************************

Count your problems,
Count your blessings,
Which has the greater number?
All the troubles are will be finished
If you will have faith in god
Jai Chhath Maa ki

**************************************
 chath miya ko main sat sat bar pranam karta hu.yaha jo sarda sinha jee songs hain really
bahut achha hain.sun kar babhut bahut achha laga.
eskeliye madam ko babut bahut dhanayabad.

chath miya ko main sat sat bar pranam karta hu

chath miya ko main sat sat bar pranam karta hu.yaha jo sarda sinha jee songs hain really
bahut achha hain.sun kar babhut bahut achha laga.
eskeliye madam ko babut bahut dhanayabad.

******************************************************************


 we wish u happy chhat puja to all. chhat maiya ki jai maa sabhe ke wish pura karae

******************************************************************
chhat festival is one of the mahaparva>……….chhati mayya ki apram parrrrrrrrrrr………jai ho chaat mai ki……………..

******************************************************************


happy chhat pooja sarda sinha jee ka geet bhuaut hi achaa hai my chhat miya ko parnam karta hu or sarda sinha jee ko bhaut bhaut dhanyabad.

Chathh Geet : Chath Pooja Songs

thChathh Geet : Chath Pooja Songs

Ho Dinanath : Chathh Geet Sharda Sinha Songs

Uthau Suruj bhail bihan : sharda sinha : chath geet

 

Thursday, October 27, 2011

Bhaiya Dooj Songs : Bhaiya Dooj Videos

Bhaiya Dooj Songs : Bhaiya Dooj Videos

Bhaiya Dooj Song


Phoolo aur taaro ka sab ka kehna hai

Bhau-beej : Bhaiya Dooj : Bhai Phota

Bhau-beej : Bhaiya Dooj : Bhai Phota

The festival of Bhau-beej or Bhai Dooj or Bhai Phota is celebrated by Hindus on the on the last day of the five-day-long Diwali festival. This is the second day of the bright fortnight or Shukla Paksha of the Hindu month of Kartika. On this day, sisters pray for their brothers to have long and happy lives by performing the Teeka ceremony, and brothers make gifts to their sisters.

This festival is known as:
  • In Bengal the festival is known as Bhai Phota (Bengali:ভাই ফোঁটা) and it takes place every year on the first or the second day from the Kali Puja festival.
  • Bhai Bij, Bhau-beej or Bhav Bij amongst the Marathi and Konkani-speaking communities in the states of Maharashtra, Goa and Karnataka;
  • Bhai Tika in Nepal, where it is the second most important festival after Vijaya Dashami.
  • Other names include Bhai Dooj, Bhathru Dwithiya, Bhai Tika and Bhatri Ditya.
Another name for the day is Yamadwitheya or Yamadvitiya, after a legendary meeting between Yama the god of Death and his sister on Dwitheya (the second day after new moon).
According to another popular legend in Hindu mythology, after slaying the evil demon Narkasur, Lord Krishna visited his sister Subhadra who gave him a warm welcome with sweets and flowers. She also affectionately applied tilak on Krishna's forehead. Some believe this to be the origin of the festival
The Ceremony

On the day of the festival, sisters invite their brothers for a sumptuous meal often including their favorite dishes. The whole ceremony signifies the duty of a brother to protect his sister, as well as a sister's blessings for her brother.
Carrying forward the ceremony in traditional style, sisters perform aarti for their brother and apply a red tika on the brother's forehead. This teeka ceremony on the occasion of Bhai Bij signifies the sister's sincerest prayers for the long and happy life of her brother. In return brothers bless their sisters and treat them with gifts or cash.
As it is customary in Maharashtra to celebrate the auspicious occasion of Bhau-beej, women who don't have a brother worship the Moon God instead. they apply mehendi on girls as their tradition.

The Celebration
Bhai Phota in hyderabad is celebrated with much splendor. The ceremony is marked with many rituals along with a grand feast arranged for the brothers.
The festival of Bhai Bij is popular in Gujarat, Maharashtra and Goa and is celebrated with lot of fervour and gaiety. Brothers and sisters look forward to the occasion with immense enthusiasm. To add charm to the occasion Bhai Bij gifts are exchanged between brothers and sisters as a token of love and appreciation.
Bhav Bij is a time for family reunions as all brothers and sisters in the family get together. Close relatives and friends are also invited to celebrate the Bhav Bij in many families.
Special dishes for the festival include the Maharashtra sweet called Basundi Poori or kheerni Poori. It is important to know that the ceremony of bhai Dhooj starts from 9:45 a.m. onwards.

Bhai Dooj Latest SMS and Greetings

Bhai Dooj Latest SMS and Greetings

Khushnasib hoti hai wo bhain
Jiske sir per bhai ka hath hota hai
Her pareshani mein uske sath hota hai
Ladna jhagadna phir pyar se manana
Tabhi to is rishte mein itna pyar hota hai
Happy Bhai Dooj…
Bhain lagati tilak, phir mithai hai khilati
Bhai deta paise or bhain hai muskurati
Bhai bhain ka yeh rishta na pade kabhi lose
Meri pyari bhaina mubarak ho aapko Bhai Dooj
Happy Bhaiya Dooj !!!!
Kaamyabi tumhare kadam chume,
Khushiyan tumhare charo aur ho,
Par bhagwan se itni prarthana karne ke liye,
Tum mujhe kuch to commission do !!!!
To my extremely lovable (but kanjoos) brother..
Just kidding as always….
Happy Bhai Dooj…
The loving occasion of Bhai Dooj is the best time,
To reminisce fondly the wonderful moment we have spent together,
Sharing each other’s joys and sorrows…
Thanks for spreading smiles everywhere and making life so beautiful, meaningful and Happy…. My Dear Brother!!!!!
Another fresh Bhai Dooj is here
Another year to live!
To banish worry, doubt, and fear,
To love and laugh and give!
Happy bhai dooj to my little brother….
I absolutely treasure the wonderful realtionship we share,
It’s so precious,unique and rare
And when an occasion like Bhai Dooj comes along,
I wish for you every happiness and pray that it lingers long…
HAPPY BHAI DOOJ…!!!
Bhai dooj is festival of prayers from sister to brother, brother’s protection for her sister.
May this Bhai dooj , we all celebrate it with even more love and protection for our sisters and brothers.
Best wishes on this Bhai Dooj….

Funny Bhaiya Dooj SMS

Funny Bhaiya Dooj SMS

Bhaiya Dooj ka tyohar hai
Bhai ko tilak lagane ko bhain tyar hai
Jaldi se lagwa lo tilak mere bhai
Tujhse gift lene ko yeh bhain bekar hai
Happy Bhai Dooj!!

Bhaiya Dooj ka hai tyohar
Bhain mange bhai se rupee hazar
Tilak laga ker mithai khila kar
Deti aashirwad khush raho har bar
Happy Bhai Dooj

Latest SMS Bhai Dooj : Bhaiya Dooj SMS and Greetings

Bhai Dooj : Bhaiya Dooj SMS, Greetings

Bhai Dooj SMS For Sisters
Happy Bhai Dooj 2011 My Sweet Sister..

Khushnasib hoti hai wo bhain
Jiske sir per bhai ka hath hota hai
Her pareshani mein uske sath hota hai
Ladna jhagadna phir pyar se manana
Tabhi to is rishte mein itna pyar hota hai
Happy Bhai Dooj

Bhain lagati tilak, phir mithai hai khilati
Bhai deta paise or bhain hai muskurati
Bhai bhain ka yeh rishta na pade kabhi lose
Meri pyari bhaina mubarak ho aapko Bhai Dooj
Happy Bhaiya Dooj 2011

Bhai Dooj SMS

Bhai Dooj SMS

Bhai Dooj is just an excuse for me to express myself: You mean the world to me. Happy Bhai Dooj to my SWEET BROTHER... :-)

 ***********************************
You know that you are the most precious stone in the collection of my secret treasure.. Wishing you very Bhai Dooj and best of luck for every thing.

***********************************
Holi is colorful,
Deewali is lightful and brightful,
Bhai Dooj has made our relationship POWERFUL :-)

***********************************

hai Dooj Ko Sabhi Bhaiyo Aur Bahano Ko
Hardik Shubhkamnaye... Happy Bhaiya Dooj..!!

**********************************

Another fresh Bhai Dooj is here . . .
Another year to live!
To banish worry, doubt, and fear,
To love and laugh and give!

 **********************************

My Dear Brother is one of the most precious gift sent by God. Happy Bhai Dooj to you.

**********************************

Vishwakarma Puja - Vishwakarma Lord of Architecture

Vishwakarma Puja - Vishwakarma Lord of Architecture

Vishwakarma is the presiding deity of all craftsmen and architects. Son of Brahma, he is the divine draftsman of the whole universe, and the official builder of all the gods' palaces. Vishwakarma is also the designer of all the flying chariots of the gods, and all their weapons.
The Mahabharata describes him as "The lord of the arts, executor of a thousand handicrafts, the carpenter of the gods, the most eminent of artisans, the fashioner of all ornaments ... and a great and immortal god." He has four hands, wears a crown, loads of gold jewelry, and holds a water-pot, a book, a noose and craftsman's tools in his hands.
Vishwakarma Puja:
Hindus widely regard Vishwakarma as the god of architecture and engineering, and September 16 or 17 every year is celebrated as Vishwakarma Puja — a resolution time for workers and craftsmen to increase productivity and gain divine inspiration for creating novel products. This ritual usually takes place within the factory premises or shop floor, and the otherwise mundane workshops come alive with fiesta. Vishwakarma Puja is also associated with the buoyant custom of flying kites. This occasion in a way also marks the start of the festive season that culminates in Diwali.

Vishwakarma's Architectural WondersHindu mythology is full of Vishwakarma's many architectural wonders. Through the four 'yugas', he had built several towns and palaces for the gods. In "Satya yuga", he built the Swarg Loke, or heaven, the abode of the gods and demigods where Lord Indra rules. Vishwakarma then built the 'Sone ki Lanka' in "Treta yuga", the city of Dwarka in "Dwapar yuga", and Hastinapur and Indraprastha in the "Kali yuga".

'Sone Ki Lanka' or Golden Lanka:
According to Hindu mythology, 'Sone ki Lanka' or Golden Lanka was the place where the demon king Ravana dwelled in the "Treta yuga." As we read in the epic story Ramayana, this was also the place where Ravana kept Sita, Lord Ram's wife as a hostage.
There is also a story behind the construction of Golden Lanka. When Lord Shiva married Parvati, he asked Vishwakarma to build a beautiful palace for them to reside. Vishwakarma put up a palace made of gold! For the housewarming ceremony, Shiva invited the wise Ravana to perform the "Grihapravesh" ritual. After the sacred ceremony when Shiva asked Ravana to ask anything in return as "Dakshina", Ravana, overwhelmed with the beauty and grandeur of the palace, asked Shiva for the golden palace itself! Shiva was obliged to accede to Ravana's wish, and the Golden Lanka became Ravana's palace.
Dwarka:

Among the many mythical towns Viswakarma built is Dwarka, the capital of Lord Krishna. During the time of the Mahabharata, Lord Krishna is said to have lived in Dwarka, and made it his "Karma Bhoomi" or center of operation. That is why this place in nothern India has become a well known pilgrimage for the Hindus.
Hastinapur:In the present "Kali Yuga", Vishwakarma is said to have built the town of Hastinapur, the capital of Kauravas and Pandavas, the warring families of the Mahabharata. After winning the battle of Kurukshetra, Lord Krishna installed Dharmaraj Yudhisthir as the ruler of Hastinapur.
Indraprastha:
Vishwakarma also built the town of Indraprastha for the Pandavas. The Mahabharata has it that King Dhritrashtra offered a piece of land called 'Khaandavprastha' to the Pandavas for living. Yudhishtir obeyed his uncle's order and went to live in Khaandavprastha with the Pandava brothers. Later, Lord Krishna invited Vishwakarma to build a capital for the Pandavas on this land, which he renamed 'Indraprastha'.
Legends tell us about the architectural marvel and beauty of Indraprastha. Floors of the palace were so well done that they had a reflection like that of water, and the pools and ponds inside the palace gave the illusion of a flat surface with no water in them.
After the palace was built, the Pandavas invited the Kauravas, and Duryodhan and his brothers went to visit Indraprastha. Not knowing the wonders of the palace, Duryodhan was flummoxed by the floors and the pools, and fell into one of the ponds. The Pandava wife Draupadi, who witnessed this scene, had a good laugh! She retorted, hinting at Duryodhan's father (the blind king Dhritrashtra) "the son of a blind man is bound to be blind." This remark of Draupadi annoyed Duryodhan so much that later on it became a major cause for the great war of Kurukshetra described in the Mahabharata and the Bhagavad Gita.

Vishwakarma Ji Ki Aarti SMS

Vishwakarma Ji Ki Aarti SMS

JaiDev JaiDev Jai Jai Sukhakaari Prabhu Jai Jai Sukhakaari.
Kambi kamdal Dhaari, Hans per Svaari..
JaiDev JaiDev Aadh Anaadi, Deve Ellor Ghadh Vaasi,
Prabhu Ellor Ghadh Vaasi, Bhakti Kare Jan Bhave Dukh Jaye Naashi.

SHRILPACHARYA PARAM UPKARI
BHUWAN PUTRA NAAM GUNKARI
ASHTAM BASU SUT NAGAR
SHRILP GNAAN JAG KIAWU UJAGAR
Wishing All of You a Very Happy Vishwakarma Pooja !
*************
Wishing All of You a Very Happy Vishwakarma Pooja !
JAI JAI SHRI VISHWAKARMA BHAGWANA
JAI JAI SHRI VISHWESHWAR KRUPA NIDHANA
*************
May Lord Vishwakarma
always with you….
Happy vishwakarma Jayanti
*************
Vishwakarma ki jyoti se noor miltahaisbke dilon ko surur milta hai,
jobhi Naam Leta hai Vishwakarma Ka
kuch na kuch zarror milta hai
Happy Vishwakarma Jayanti
*************
VISHWA VISHWAKARMA PRABHU MERA
HO PRASANN HUM BALAK TERA
TURN SADA ISHTDEV HAMARA
SADA VASHO PRABHU MUN MAHI HAMARA

Jai Jai Vishwakarma Prabhu

JAI JAI SHRI VISHWAKARMA PRABHU SAKAL
SHRUSTI KE KARTA RAKSHAK SHRUTIDHARMA
Happy Vishwakarma Pooja !

*************

SHRI VISHWAKARAMA PRABHUNE VANDU
CHARAN KAMAL DHARI DHYAN
SHRI SHAMBU BAL ARU SHRIP GUN
DIJE DAYA NIDHAAN
HAPPY VISHWAKARMA POOJA !

*************

ADBHUT SAKAL SHRUSTI KARTA
SATYA GNAAN SHRUTI JAG HEET DHARTA
ATUL TEJ TUMHARO JAG MAAHI
KOI VISHWA MAHI JANAT NAHI
HAPPY VISHWAKARMA POOJA !

*************

SHRILPACHARYA PARAM UPKARI
BHUWAN PUTRA NAAM GUNKARI
ASHTAM BASU SUT NAGAR
SHRILP GNAAN JAG KIAWU UJAGAR
Wishing All of You a Very Happy Vishwakarma Pooja !

Monday, October 24, 2011

Bas Kutch Hi Doori Hai..

Bas Kutch Hi Doori Hai..

Bas kutch hi doori hai
muzhme aur sajan mai
aayenge pardesi piya
jab chand utrega aangan mai….
virah ki ghariya bit chali
tarap-mailan ke sapno se
ab mera natkhat sajan
mukat karega virah tapno se
jab se gye pardes piya
kitni lambi y judai hai
par ab to aane hi wale hai
to laga k kalhito hue judai hai
ab aane wale hai sajan
dil dharka mera barmbar
jaldi se kar solah singar
khari mai chokat par nain bichay
ab der na kar mere singar
chand ka darshan hone laga
mai bethi hu thal sajay
socho to mere pyare sajan ham
virah k bad kaise milan ki rat bitay

Kisi Aur Duniya Me Le Jaunga Tumhe

Kisi Aur Duniya Me Le Jaunga Tumhe

maine thaama hai tumhaara haath umra bhar ke liye,
na main chhodunga tumhaara saath pal bhar ke liye,

julfon ke saaye me tumhaare apna ghar main se
apne baahon ke aagosh me hi ab main tumhe sulaunga,

chaahke bhi na tum dur kabhi ja paogi mujhse,
chahat me is qadar ab tum bandh jaogi mujhse,

mohabbat ki sej pe khushiyon ki maala pehnaunga tumhe,
is duniya se dur kisi aur duniya me le jaunga tumhe.

Dhoti ne Kaha Pajaame Se : Mit Gai Jab Hasrato Ki Duniya

Pyaare Praare SMS

Dhoti ne kaha pajaame se ham dono bane hai dhaage se,

Fark hai to sirf itna hai kee

Main khulta hu peeche se aur

Tum khulate ho aage se.

*****************************

Kehte to tum theek magar ab raha nahi jata,

Ye dard dooriyo ka ab saha nahi jata.

*****************************

Mit gayi jab hasrato ki duniya,

Tab kahi jaakar unhe mera khyaal aaya,

Lut raha tha mera ghar jab uske saamne,

Tab bhi unhe jara bhi malaal na aaya.

*****************************

Tere bagair jindagi achi lagti nahi,

Koi khushi ab sacchi lagti nahi,

Mat pooch mujhase tu judaai ka aalaam,

Tere bagair chaandni bhi bhali lagti nahi.

*****************************

Na jeene ki khushi hai mujhko, na marne ka hoga gam,

Bas teri yaad aane par, ho jaate hai aankhen nam,

Jamaane ki koi bhi khushi mujhe achi nahi lagti,

Ho gaya hai yaaro mera bewafa sanam.

Main Piya Ke Ghar Chali

Main Piya Ke Ghar Chali

Mehendi haathon me lagi hai,
jaana piya ke ghar mujhe,
chhod ke baabul ka ghar,
main piya ke ghar chali,

aakhon me sapne kuch liye,
dil me ummeedon ko sajaake,
khwaabon ko apne poora karne,
apne piya ke ghar chali,

aankhen hain geeli aansuon se,
ghunghat me hai chehra chhupa,
apne piya ka haath thaame,
main piya ke sang chali,

kheli thi sakhiyon ke hi sang,
bachpan se leke aaj tak,
chhod ke us aangan ko main,
apne piya ke ghar chali,

baabul ki aankhon ko bhigoke,
maa ko bhi apne rulaake,
ek naye ghar ko sajaane,
apne piya ke sang chali,

maa milegi us ghar me bhi,
paapa bhi honge saath hi,
kuch naye rishton se judne,
apne piya ke ghar chali,

saath hongi yaadein puraani,
yaad hongi baatein puraani,
un yaadon ko saath leke,
apne piya ke ghar chali.

Un Barsaat Ke Dino Ko Yaad Na Karo

Un Barsaat Ke Dino Ko Yaad Na Karo

yun apni mohabbat ko tum aaj badnaam na karo,
kisi aur ki ho ke tum ab aisa kaam na karo,

zamaane ko to bas mauka chahiye hasi udaane ka,
tum apni izzat ko yun sare aam neelam na karo,

hamaara milan mumkin nahi ye tumhe bhi hai pata,
bewajah tum mere kareeb aane ki koshish na karo,

ab tumhaari zindagi sirf tumhaari nahi rahi,
tum yun kisi aur ki zindagi kharaab na karo,

chahta hai wo bhi tumhe apni jaan se badhkar,
tum uski mohabbat ko mere liye ruswa na karo,

ab uske sang kai aur rishte jud gaye hain tumse,
tum un rishton ko aaj yun qurbaan na karo,

bhool jao tum ki kabhi mile bhi the hum tum,
tum un barsaat ke dino ko ab yaad na karo

Facebook Par Milta Nahi

Facebook Par Milta Nahi

Kisi ke aane ke Intezaar me rahte hai,
Usme kuch mere yaar rahte hai,
Ab in khatakte khatko me,
Dil kahi Dhadakte nahi,
Ab in "smile" ki "smile" me,
Hum kyo unta haste nahi,
Hazaaro hai website,
Par ab dil bahalte nahi,
Chatting me khoob Batiyaate hai,
Par saamne kabhi milte nahi,
Music player ke gaano me,
Dholak taali waali baat nahi,


Facebook ke comment me,
Wo hostal ki gaali waalo baat nahi,
Maa ke kahne par bhi,
Ab Baahar tahalte kyo nahi,
Wo rang, wo shaame, wo gaaliyaa, wo baatein,
Wo chowkhat ke tappe,
Wo nukkad ki gappe,
Aur unka shaam ko chat par aanaa,
Facebook par milta nahi.....

Hum se mat poch rastay gher ke

Hum Se Mat Poch Rastay Gher Ke

Hum se mat poch rastay gher ke
hum musafer hain zindage bher ke

koon suraaj ke aankh se din bher
zakham ginta hai shab ki chader ke

sulah ker le yeh soch ker main ne
mere dushman na the baraber ke

kudh se khemay jala diye main ne
hoslay diekhna the lashker ke

yeh sitaray yeh tottay motti!
aats hain maray didahay ter ke

gerjanoo muslehat na aapnaye
saray rishtay bohat hain phater ke

hum bhi chuntay the sipiyan akser
hum bhi maqrooz hain samander ke

aankh ke gird matami halqay
saye jessay jalay huwe gher ke

dostoon ki zuban tu khulnay do
bhool jaoo ge zakham khanjer ke

chand bhi zerd per gaya aakher
ujray aangan main roshni ker ke

aankh nam bhi karo to bas itni
rang pheekay parain na manzer ke

Nadi mein Principal Doob Raha Tha

Nadi mein Principal Doob Raha Tha

College ke
peeche nadi mein principle doob
raha tha
pappu ne dekha aur zor zor se
chillate huwe bhaaga
... .
..
.
.
.
.
Kal chutti hai...
kal chutti hai......
'@HAPPY DIWALI@'

Sunday, October 23, 2011

Nafrat se Kyu Dekh Rahi Ho..

Nafrat se Kyu Dekh Rahi Ho..


Nafrat se yyu dekh rahi ho
Jaan se kabhi pyaara tha
Tu mere dil ki duniya thi
Mai tera chan-sitara tha

Kitni suhani thi vo chandani raat
Kitni haseen thi hamari mulaakaat
Ishq me doobi thi har meethi baat

Bhini-Bhini hava chal rahi thi
Magar khamosh nazaara tha
Nafrat se kyu dekh rahi ho
Jaan se kabhi pyaara tha....

Kitna madhur tha vo hamara saath
Aankho me ankhe thi thi hatho me hath
Jab bahak uthe the hamare jazbaat

Hum aur tum jaag rahe the
Soya saara jamana tha
Nafrat se kyu dekh rahi ho
jaan se kabhi pyaara tha.....

Kitne majboo hai ab ise dil se
Gujar rahi hai badi mushkil se
Bhatak hi jaate hai har ik manjil se

Soch kar udaas ho jaata hoo
Dil khush kabhi hamara tha
Nafrat se kyu dekh rahi ho
Jaan se kabhi pyaara tha
Tu mre dil ki duniya thi
Mai tera chand-sitara tha.

Diwali Greetings Wallpaper

Diwali Greetings : Diwali Wallpaper : Diwali Cards

---Diwali Greetings Wallpaper Happy Diwali---
May you live your life like the festival of Diwali, happy healthy and wealthy. A Very Very Happy Diwali!!















May This Diwali be as bright as ever.
May this Diwali bring joy, health and wealth to you.
May the festival of lights brighten up you and your near and dear ones
lives.
May this Diwali bring in u the most brightest and choicest happiness and
love you have ever Wished for.
May this Diwali bring you the utmost in peace and prosperity.
May lights triumph over darkness.
May peace transcend the earth.
May the spirit of light illuminate the world.
May the light that we celebrate at Diwali show us the way and lead us
together on the path of peace and social harmony
"WISH U A VERY HAPPY DIWALI"

Dekhiye Yuhin Agar Humse Milte Rahe

Dekhiye Yuhin Agar Humse Milte Rahe

Song: Aap Yun Hi Agar Humse Milte Rahe
Film: Ek Musafir Ek Hasina
Year: 1962
Starring: Joy Mukherjee, Sadhana, Rajendranath, Kamal Kapoor, Dhumal, Jagdish Raj
Singer: Mohammad Rafi, Asha Bhosle

Aap yuhin agar humse milte rahen
Dikhiye ek din pyaar ho jayega

Aap yuhin agar humse milte rahen
Dikhiye ek din pyaar ho jayega
... Aisi baatein na kar o haseen jaadugar
Mera dil teri aakhon mein kho jayega

Aap yuhin agar humse milte rahen
Dikhiye ek din pyaar ho jayega

Peeche peeche mere aap aati hain kyun?
Peeche peeche mere aap aati hain kyun?
Meri raahon mein aakhen bechati hain kyun?
aap aati hain kyun?

Kya kahoon aapse yeh bhi ek raaz hain
Ek din iska izhaar ho jayega
Aap yuhin agar humse milte rahen
Dikhiye ek din pyaar ho jayega

Kaisi jaadogari ki arey jaadugar
Kaisi jaadogari ki arey jaadugar
Tere chere se hath ti nahin yeh nazar
Hai meri yeh nazar

Dhalti nazaron se dekha agar aapne
Sharm se rang gulnaar ho jayega
Aap yuhin agar humse milte rahen
Dikhiye ek din pyaar ho jayega

Mein mohabbat ki rahon se anjaan hoon
Mein mohabbat ki rahon se anjaan hoon
kya karu kya karu mein pareshan hoon
mein pareshan hoon

Aapki yeh pareshaniyan dekhkar
Mera dil bhi pareshan ho jayega
Aap yuhin agar humse milte rahen
Dikhiye ek din pyaar ho jayega

Aisi baaten na kar o haseen jaadugar
Mera dil teri aankhon mein kho jayega

Ek Balika School Me

Ek Balika school me ek naya chaprasi transfer hokar aaya, Jiska Naam PraanNaath Tha.
Sabhi Teachers pareshaan ho gai kyoki ve use na to Praan  kahkar bula skati thi,
aur naa ve use Naath kah sakti thi.

Sab ne milkar ise samasya par vichaar kia, ek sujhaav aaya ki Chapraasi ka Sirname
pata lagaya jaaye au use sirname se hi pukaara jaaye.

Sirname pata karne par teacher (Adhyaapikaayo) ki pareshane jyaada badh gai, kykoi
sirname "Swaami" nikla (poora naam "PraanNath Swaami" )

I Created Boysss..

I Created Boysss..

GOD: I can't b everywhere so I created MOTHERS!
DEVIL: I 2 can't b everywhere so I created GIRLS!
GOD: don't worry! I have created boys 2 Chang them in 2 mothers.!?

Oye Charger To Mere Paas Hai

Oye Charger To Mere Paas Hai

Sardar was walking on the road with cell in his hand,
Thief robs his cell and runs,
sardar laughs and says "Oy charger toh mere paas hai..!

If You Have Two Chocklets

If You Have Two Chocklets

Maths Teacher: If u have 12 chocolates AND u give 5 to Hema,
3 to Jaya and 4 to Sushma,
then what will u have?
Student:Three New Girlfriends..!

Tum Mera Photo Apne Bag Me Kyu Rakhte HO

Tum Mera Photo Apne Bag Me Kyu Rakhte HO

Patni- Tum Mera Photo Apne Bag Me Kyu Rakhte HO.
Pati- Jab Bhi Koi Samasya Hoti hai To Mai Tumhari Photo Ko Dekh Leta Hoo.
Patni- Dekha ! Meri Photo Tumhare Kitne Kaam Aati Hai,
Pati- Kaamwaam Nahi, Photo Dekhkar Mai Sochta hoo ki Jab Itni Badi Musibat Mere
Sath hai, to Isse Badi Aur Kya Samasya Ho Sakti Hai?

Ayaaran ki Goliyan

Ayaaran ki Goliyan

Doctor ne Rajni ko Ayaran ki goliyan dete hue Samjhaya -
Madam: Aapke Sharir me Lohe ki kami hai.
kuch dino tak aapko ye goliyan leni hongi.

Rajni: Aisa ho hi nahi sakta doctor.
"Mai pichle 14 varsho ne apne pati se loha le rahi hoo"


Saturday, October 22, 2011

Gar wo Sapno Me Aakar Muskara Dein

Gar wo Sapno Me Aakar Muskara Dein

Gar wo sapno me aakar muskara dein
to raat mahak jaaye..
nazar zara si mila le aasmaan se
to khuda bahak jaaye..

Wto chalta-firata ik khoobsoorat khayal hai
husn aur jawaani ka solahwa us pe saal hai

gar wo chupke se aaye jo saamne 
to dil chahak jaaye
to wo sapno me aakar muskra dein
to raat mahak jaaye..

Unki sharmo-haya me ajab-si sharat hai
unke badan me samai gajab ki najakat hai

Shokh angadai me unka choli sang
daman dahak jaaye
gar wo sapno me aakar muskara de
to raat mahak jaaye..

Unke honto se kaliya fool baraste hai
dekhne sundar mukhde ko suraj-chand taraste hai

Gar wo fursat me kahi mil jaaye to
farishte bahak jaaye..
gar wo sapno me aakar muskra de
to raat mahak jaaye..
Nazar-zaraa si mila le aanman se
to khuda bahak jaaye..

Submited by : Bhanu

Chale Wo Kadam kadam Ji Sath Mere.

Chale wo kadam kadam jo sath mere,
To uske saath se pyaar ho jaye
Thame wo pyaar se jo haath mera ,
to apne haath se pyaar ho jaye
jis raaat aaye khwabo me wo us suhani raat se pyaar ho jaye
jis baat me aaye jikr uska
to usi baat se pyaar ho jaye
jab pukare pyaar se wo mera naam
to apne naam se hi pyaar ho jaye
hota hai itna khubsurat ye pyar agar
TO KAASH USE BHI MERE PYAAR SE PYAAR HO JAYE!!!!
Submitted By : Sudha Sharma

Friday, October 21, 2011

Special Diwali SMS, Diwali Shayari, and Diwali Greetings

Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur
apno ki shuruvat aapse hoti hai.
* Happy Diwali *

“Aaj se aap ke yahan…dhan. .. ki barsat ho,
Maa laxmi ka… vaas… ho, sankatto ka…. nash… ho
har dil par aapka… raj… ho, unnati ka sar par… taj… ho
ghar me shanti ka…. vaas… ho
* HAPPY DIWALI *

Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se…
Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se,
Sab Hasratein Puri Ho Aapki,
Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se!!
Happy Diwali and New Year that leads you on the road of Success.
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
sitaro ne gagan se salam bheja hai,
Mubarak ho apko ye “DIWALI”
Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai
Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,
Happy Diwali

Laksh Divyani Ujalali Nisha Ghevuni Navi Umed,
navi asha Hotil purna manatil sarva Iccha,
Diwalichya Tumhala Khup Khup Shubheccha.. 
* * * Happy Diwali * * *

Diwali Parva hai Khushio ka,
Ujalo ka, Laxmi ka…. Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho…
Happy Diwali
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj,
Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye
With gleam of Diyas
And the Echo of the Chants
May Happiness and Contentment Fill Your life
Wishing you a very happy and prosperous Diwali!!
May the Divine Light of Diwali
Spread into your Life with Peace,
Prosperity, Happiness and Good Health.
Happy Diwali
Troubles as light as Air,
love as deep as Ocean,
Friends as Solid as Diamonds,and
Success as bright as Gold…These are
the wishes for you and your family
on the eve of Diwali ki Shubhkamana!
Sukh, Shanti, Samadhan, Samruddhi,
Aaishwarya, Arogya, Pratishtha ya Saptarangi
Divya ni aaple Jeevan Prakashmay hovo.
Happy Deepaavali
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Diwali Greetings

Wallpapers