Friday, October 21, 2011

Special Diwali SMS, Diwali Shayari, and Diwali Greetings

Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur
apno ki shuruvat aapse hoti hai.
* Happy Diwali *

“Aaj se aap ke yahan…dhan. .. ki barsat ho,
Maa laxmi ka… vaas… ho, sankatto ka…. nash… ho
har dil par aapka… raj… ho, unnati ka sar par… taj… ho
ghar me shanti ka…. vaas… ho
* HAPPY DIWALI *

Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se…
Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se,
Sab Hasratein Puri Ho Aapki,
Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se!!
Happy Diwali and New Year that leads you on the road of Success.
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
sitaro ne gagan se salam bheja hai,
Mubarak ho apko ye “DIWALI”
Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai
Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,
Happy Diwali

Laksh Divyani Ujalali Nisha Ghevuni Navi Umed,
navi asha Hotil purna manatil sarva Iccha,
Diwalichya Tumhala Khup Khup Shubheccha.. 
* * * Happy Diwali * * *

Diwali Parva hai Khushio ka,
Ujalo ka, Laxmi ka…. Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho…
Happy Diwali
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj,
Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye
With gleam of Diyas
And the Echo of the Chants
May Happiness and Contentment Fill Your life
Wishing you a very happy and prosperous Diwali!!
May the Divine Light of Diwali
Spread into your Life with Peace,
Prosperity, Happiness and Good Health.
Happy Diwali
Troubles as light as Air,
love as deep as Ocean,
Friends as Solid as Diamonds,and
Success as bright as Gold…These are
the wishes for you and your family
on the eve of Diwali ki Shubhkamana!
Sukh, Shanti, Samadhan, Samruddhi,
Aaishwarya, Arogya, Pratishtha ya Saptarangi
Divya ni aaple Jeevan Prakashmay hovo.
Happy Deepaavali

Deep Jaly : Iss Diwali : Safalta Kadam

Iss diwali pe hamari dua hai ki,
Apka har sapnna pura ho,
Duniya ke unche mukam apke ho,
Shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish U a very Happy Diwali!

Deep jalte jagmagate rahe,
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
Dua hai hamari,
Aap chand ki tarah zagmagate rahe.
“Happy Diwali”

Safalta kadam chumti rahe,
Khushi aaspas ghumti rahe,
Yash itna faile ki KASTURI sharma jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye.
“Happy Diwali”

Doob Jata hun Unki aankhon Mein

Doob Jata Hun Unki Aankhon Mein
Gahri Jheel Hain Unki Aankhein
Bah Jata Hun Unki Aankhon Mein
Bahti Nadiya Hain Unki Aankhein
Kho Jata Hun Unki Aankhon Mein
Atha Sagar Hain Unki Aankhein
Jal Jata Hun Unki Aankhon Mein
Jwala Mukhi Hain Unki Aankhein
Bheeg Jata Hun Unki Aankhon Mein
Kali Ghata Hain Unki Aankhein
Kya Se Kya Ho Jata Hun Unki Aankhon Mein
Kaisi Aur Kya Balaa Hain Unki Aankhein

Apni To Mohabbat ki Itni Kahani hai..

Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or tehhra hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai

Har koi Pyaar Ke Liye..

To all my very good friends…
Har Koyi Pyar Ke Liye Tarapta Hai…
Har Koyi Pyar Ke Liye Rota Hai….
Mere Pyar Ko Galat Mat Samajh Na….
Pyar To Dosti Mein Bhi Hota Hai.

Kuch To Majboriya Rahi Hongi

Kuch to majburiya rahi hongi yuhi koi bewafa nahi hota tatol kar dekho apne dil ko fasla bewaja nahi hota…
Teri berukhi ko bhi rutba diya humne. Pyar ka har farz ada kiya humne. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhe; aaj bhi khuda se pehle tujhe yaad kiya humne…
Chand lamhon ki zindagani hai, nafraton se jiya nahi karte,
lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi, dost to aab yaad kiya nahi karte…
Dhoka diya tha jab tum ne mujhe,
Dil se main naraaz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha….
Pass aakar sabhi door chale jate hain, Akele the hum akele reh hi jate hain Is dil ka dard dikhayein kise Marham lagane wale hi zakm de jate hain…

Aaj Hum Unhe Bewafa Bata Kar Aaye..

Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hain,
unke khaton ko pani mein bahakar aaye hain,
koi nikal kar pad na le unhe,
is liye pani mein bhi aag laga kar aaye hain.

Dard Bhari Shayari in Urdu

Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..
Khudko Ruswayi Se Phir Kaise Bachaya Hoga..
Sounke Fasana Auro Se Merii Barbadi Ka..
Kya Unko Apna Sitam Na Yaad Aya Hoga?

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Diwali Greetings

Wallpapers